Views: 1576

Reply to This

Replies to This Discussion

DHANANJAY JI, AAPSE THORI CHUK HO GAYI. YE TO ARDH NARISWAR HAIN. MATA PARWATI BHI INHI MEIN VIDYAMAN HAIN.

DHANANJAY KUMAR PANDEY said:
REALY INSE SUNDER TO MAIYA PAARWATI HI HO SAKTI HAI.KYON KI BHOLE BHI MAANTE HAIN KI MAIYA SE SUNDER KOI NAHI.

SATYAM SHIVAM SUNDARAM

"SATYA HI SHIV HAI AUR SHIV HI SUNDAR HAI"

Ye Devo mein Dev Mahadev Kahlate hain auri kyonki sarvyapi hai.

SHIVLING OORJA KA SHROT HAI AUR USMEIN SHIVAURSHIVANI DONO VIRAJMAN HAI AUR SHIVLING JIVAN KA ORIGINATION KA JARIYA HAI YEH ISKA MOOL ROOP HAI.

 

BAHUT HI SUNDER BAT KAHI SIR. SATYAM SHIVAM SUNDARAM.

DHANANJAY KUMAR PANDEY said:
koi baat nahi,inhe dekh kar to acche achhe sudh budh gawan baithte hain.meri kya aukaat hai.
ANIL JI, AAP NE TO PURI SHIV MAHIMA YAAD DILA DI. DHANYAVAD AUR AABHAR.

Anil Kumar Giri said:

SATYAM SHIVAM SUNDARAM

"SATYA HI SHIV HAI AUR SHIV HI SUNDAR HAI"

Ye Devo mein Dev Mahadev Kahlate hain auri kyonki sarvyapi hai.

SHIVLING OORJA KA SHROT HAI AUR USMEIN SHIVAURSHIVANI DONO VIRAJMAN HAI AUR SHIVLING JIVAN KA ORIGINATION KA JARIYA HAI YEH ISKA MOOL ROOP HAI.

 

Jai Shivrati.... None so nice so serene.
शिव की ज्योती से नूर मिलता है सबके दिलों को सूरूर मिलता है ।
जो भि जाता है भोले के द्वार कुछ ना कुछ ज़रूर मिलता है ॥
जय - महाशिव-रात्री
Jai baba Bholenath. May You give us energy and sense to live in coexistence with tolerance and be flourishing. 

Shalu Sharma said:
Jai Shivrati.... None so nice so serene.
Thanks Samina...
BAM BAM SHANKAR.HAR HAR MAHADEV.IS MAHA SHIV RATRI KE PAWAN PARV KI PAWAN GHADI ME MAIN NEEL KANTH ASHUTOSH BHAGWAN BHUTNATH SE PRARTHANA KARTA HU KE AAP SAB KI MANOKAMNAYEN PURN KAREN.AAPKE PRAYASON KO SAFAL BANAYE.BABA BARFANI AAPKE JIWAN ME KHUSHIYON KO KHUSAHALI KI BAUCHAR KAREN.JAY BHOLE NATH JAY SHIV SHANBHU.

Reply to Discussion

RSS

© 2013   Created by Shalu Sharma.

Badges  |  Report an Issue  |  Terms of Service