AAPAN BIHAR , KAHA SE KAHA NIKAL GAEEL BA, UMMID SE JAYADE ,

बिहार भारत की नई मिरैकल इकॉनमी बन गया है। 2004-05 से 2008-09 के बीच बिहार की जीडीपी में 11.3 पर्सेंट क
ी दर से बढ़ोतरी हुई है। जबकि मिरैकल इकॉनमी के लिए यह दर 7 पर्सेंट तक ही तय मानी गई है। इस पांच साल की मियाद में अब तक पिछड़े माने जाने वाले बिहार ने तेजी से सुधार किया है। इस मामले में उसका नंबर विकास का पर्याय बन चुके गुजरात के बाद दूसरा ही है। ध्यान हो कि 2003-04 की अवधि में बिहार ने 5.15 पर्सेंट की नेगेटिव विकास दर पाई थी।

सीएसओ के ताजा आंकड़ों को मानें तो बीते वर्षों में बिहार को वाकई बड़ी खुराक मिली है। इस हाई ग्रोथ पीरियड के दौरान नीतीश कुमार के मुख्यमंत्री काल की अहमियत को नजरअंदाज नहीं किया जा सकता। लालू प्रसाद यादव के दशकों के शासन के बाद नीतीश ने बिहार में शासन की बागडोर संभाली। इसलिए कहा जा सकता है कि सुशासन के दम पर सबसे पिछड़े राज्यों के हालात को भी सुधारा जा सकता है। सिर्फ बिहार ही नहीं, पारंपरिक रूप से पिछड़े माने जाने वाले राज्यों, उड़ीसा, उत्तराखंड, यूपी, छत्तीसगढ़ और झारखंड ने भी इन पांच सालों में अखिल भारतीय स्तर पर तरक्की की अच्छी तस्वीर पेश की है।

2004-05 के बाद से गरीबी के बारे में कोई आधिकारिक आंकड़े मौजूद नहीं हैं, इसलिए 5 राज्यों के बारे में उपलब्ध सीएसओ के इस डेटा से गरीबी में कमी आने के कुछ संकेत मिलते हैं। बाकी राज्यों में ग्रोथ रेट इस तरह है : उत्तराखंड (9.31 पर्सेंट ), उड़ीसा (8.74 पर्सेंट ) और झारखंड (8.45 पर्सेंट )। इस दौरान ऑल इंडिया ग्रोथ रेट 8.49 पर्सेंट रही।

Tags: BIHAR

Views: 171

Reply to This

Replies to This Discussion

Sir,
Bihar ke vikas ki dar jo pesh ki gayee hai,ise sarahniye kaha ja sakta hai magar mukhya samasya ye hai ki yah vikas akhir jansadharan ke jeewan mein kitna sudhar la paya hai.mai bahut dur nahi le jana chahta,kripya ap apne as-pas hi rahne wale un logo ke jeewan star ko dekhiye jinki jeewika ka koi nishchit sahara nahi hai. unke bachho ke swasthya ka star tatha shiksha ka star kya hai. is mahangai ke daur mein kis tarah ki sabji aur dal kha rahe hai? MNREGA yojna se labhanwit hone ki bat ki ja rahi hai magar kitne logo ko 100 dinon ka rozgar mil paya hai aur kitni pardarshita barti ja rahi hai, batane ki awashyakta nahi hai.
vikas ke ankre CSO kis adhar par nikalta hai,mujhe aj tak samajh nahi aya hai. agar is bare mein koi jaankari ho to mere gyan mein vridhi ke liye kripya meri sahayata karein.......

Dksmart
IAS Aspirant
Bhojpur,Ara
yes, Nitish Govt. has done a excellent job in his 4 year of turn. ab is govt. ne Bihar ko raste pe la khada kiya hai tamam miskilo ke babjod. ab hum Bihario ko chahiya ki is raftar ko nahi rukne de. Nitish Govt. ne Bihar ko ab Internationl portal per rakh diya hai.
Is govt. ko 5 sal aur pahle anna chhiya tha.

Hum to abroad me hai, Jab TV per ye report aaya to garv se chati pool gaya. koyki hume be tik nahi lagta tha bihar ki durdasa dekh ke (Previous Govt.). yaha per aur bhi state ke larke rah rahe hai, all person has surprised to see this report about Bihar.

ab hum garv se kah rahe hai HUM BIHARI HAI. Hum us state ke hai jaha sirf 4 sal me ye change aya hai. aage aage deko ab kaya hota hai.

Best wishes for this govt.
Kundan kumar
Lagos (Nigeria).
Kundan Kumar jee,
Shayad apko dur se tasveer sahi nazar aa rahi hai,Nitish sarkar achha kam kar rahi hai ye mai bhi manta hun magar ankro ke jal mein na fanse to hi behtar hai.
jara ap bataye kya sarkari vidyalayon mein shiksha ka star sudhra hai.kya in vidyalayon mein aisi shikha di ja rahi hai ki vyakti ka sarwangin vikas ho sake.jansadharan ke bachche aj bhi wahi hai jaha pahle the.

mera ek sujhao hai ki kyon nahi sabhi naukarshaho aur janpratinidhion ke bachcho ko sarkari vidyalayon mein parhana aniwarya bana diya jaye.......

Dksmart
IAS Aspirant
Bhojpur,Ara
Kundanji
sabse pahle, aapke reply ka bahut bahut shukriya,
aapse mai bhi sahmat hu kundanji, lekin, kya aap pahel se kahi jayade apne aapko surakshit nahi mantei hai, kya pahle se aap apne samaj ko badalte huyeei nahi mante hai, kya school mei changing nahi dekhte hai, zara sochiye wahi pahle ka sarkari school jaha pe bachchoo ka dikhna bahut hi mushkil tha wahi par ab bachcho ka kattar dikh raha hai, road, hospital, sab kuchh pahle se achha dikh raha hai.
Pahle to log dar ke wajah se new motorcycle nahi kharidate the ki raste mei chori ho jayegi aur wahi ab ka samay hai, ki new motorbyke lene kie liye line lagani parti hai,
ha, ek baat jo apne suggest kiya , sabhi naukarshaho aur janpratinidhion ke bachcho ko sarkari vidyalayon mein parhana aniwarya bana diya jaye.......
I agree with you and hope that it's no far to do this rule regulation but not impossible

thank you and best regards
Mustaqueem Saifi
Siwan

Dksmart said:
Sir,
Bihar ke vikas ki dar jo pesh ki gayee hai,ise sarahniye kaha ja sakta hai magar mukhya samasya ye hai ki yah vikas akhir jansadharan ke jeewan mein kitna sudhar la paya hai.mai bahut dur nahi le jana chahta,kripya ap apne as-pas hi rahne wale un logo ke jeewan star ko dekhiye jinki jeewika ka koi nishchit sahara nahi hai. unke bachho ke swasthya ka star tatha shiksha ka star kya hai. is mahangai ke daur mein kis tarah ki sabji aur dal kha rahe hai? MNREGA yojna se labhanwit hone ki bat ki ja rahi hai magar kitne logo ko 100 dinon ka rozgar mil paya hai aur kitni pardarshita barti ja rahi hai, batane ki awashyakta nahi hai.
vikas ke ankre CSO kis adhar par nikalta hai,mujhe aj tak samajh nahi aya hai. agar is bare mein koi jaankari ho to mere gyan mein vridhi ke liye kripya meri sahayata karein.......

Dksmart
IAS Aspirant
Bhojpur,Ara
Dksmart ji

MOHAMMED MUSTAQUEEM SAIFI said:

Saifi sahab,
Many thanks for reply,

where there is will there is way !!!!!!!!!!!!!!!!
man me positive thinking honi chahiya. Hum bihario ko vikash cahiya tha. wo dik raha hai.

Last time jab Mai India me tha to Nitish ji ko sune ko mila, sari bate to nahi likh sakta, per ek bat tha jo muje bahut accha laga. "Main vikash ki adat logo ko lagan chata hun, hamari sarkar rahe ya na rahe lekin jo bhi agli sarkar aaygi to janta us sarkar se demand to kar sakegi."

Apne School ke bare me likha bahut accha lika. China ki tarah hi hona chaiya.

Jis school me bachpan me padtha tha, wo ab three sotry building ban gaya. teacher aab padhane lage, sabse badi bat convent school kukurmute ki tarah kul gaya tha, uska halt karab hone laga hai, aur is school me jaha 20-25 student atte the ab 200 se uper ho gaya.

Thanks again to you !!!
Let you enjoy the Indian Cold Season.
I am here in very hot.

Thanks again.
Bye - Kundan.
SAIFI JEE,
kal maine vigyan bhawan new delhi mein pravasi bhartiya divas ke uplakshya mein Bihar State session mein bhag liya,jahan bihar ke vikas dar ka gungan kiya ja raha tha aur bataya ja raha tha ki yaha udyog lagane ke liye aprawasi bhartiyon ke liye single window system apnaya gaya hai,magar wahi ek prawasi mahoday ne kaha ki pichhle tin sal se chakkar kat rahe hai.mauke par maujud udyog mantri mananiye Bijendra yadav jee ne unhe patna mein akar milne ko kaha. mai samajhta hun ki shayad Nitish jee hote to kuchh twarit action lete.
mai apne bhojpur jile ke charpokhari prakhand ke semraon panchayat mein sushasan lane ka prayas pichhle tin salo se kar raha hun ,magar safalta nahi mil rahi hai. ek taraf jahanabad jile mein sikariya panchayat hai,jahan sabhi vikas ki yojnayein website par uplabdh hai to mere semraon panchayat mein ek bhi gram sabha ki baithak abhi nahi hui hai magar kagaz par sabhi kam ho rahe hai. Indira awas ,shikshak niyukti sab mein ghoos ka bolbala hai.shikayat BDO charpokhari se 05.10.2007 ko karne par 07.10.2007 ko jhootha mukadma darz kara diya gaya aur tab se ab tak suchana adhikar adhiniyam bhi kargar sabit nahi ho raha hai. BDO, DM sunte nahi, CM ko email tatha fax ka bhi koi natiza nahi. IAS Aspirant ke pas samay ka abhaw hai,Direct CM se mil nahi pa rahe hai.

apka comment chahiye.....

Dksmart
IAS Aspirant
Bhojpur,Ara
स्मार्ट भाई साब, चूँकि आप भारतीय प्रशासनिक सेवा समुह के उम्मीदवार हैं, मैंने आपके साथ कुछ गुफ्तगू करना उचित समझा| अध्ययन व् वाद-विवाद की प्रक्रिया आप जैसे उम्मीदवारों की तैयारी का एक अहम् हिस्सा होता है और तत्कालीन समाज की स्थिति और गतिविधियों पर आपकी समझ और पकड़ आम लोगों से भिन्न और पैनी होती है| मेरा मानना है कि आपकी लेखनी आम आदमी के पूर्वाग्रह से रहित और विश्लेषण पूर्ण होनी चाहिए| ऐसी सोंच आपकी महत्वाकांक्षा की प्राप्ति में सहायक सिद्ध होगी|

इस परिपेक्ष्य में तथा उपरोक्त शीर्षक के सन्दर्भ में, आप की लेखनी कुछ इतर लगी| हमारा राज्य दशकों से उत्तरोत्तर गर्त में जाता रहा है| आज यदि कुछ सकारात्मक लक्षित हो रहा है तो उसके समर्थन करें और प्रशासनिक व् निजी प्रयासों को बल प्रदान करें| अभी समय प्राथमिकता का है| बिना नीव डाले ऊपर की मंजिल नहीं बांध सकते चाहे बहु-मंजिल कितना भी परमावश्यक हो| कृपया समय दें और धीरज रखें| कल को आप भी इस प्रशासनिक प्रक्रिया का अंग हो सकते हैं| तब आपसे भी यही धैर्य अपेक्षित होगा और आपको भी प्राथमिकतायें निश्चित करनी होंगी|

मैं ऐसा समझता हूँ कि मैंने सही तार छेड़े है और आपको ये संगीत रास आयेगा| धन्यवाद्|
Dksmart said:
Sir,
Bihar ke vikas ki dar jo pesh ki gayee hai,ise sarahniye kaha ja sakta hai magar mukhya samasya ye hai ki yah vikas akhir jansadharan ke jeewan mein kitna sudhar la paya hai.mai bahut dur nahi le jana chahta,kripya ap apne as-pas hi rahne wale un logo ke jeewan star ko dekhiye jinki jeewika ka koi nishchit sahara nahi hai. unke bachho ke swasthya ka star tatha shiksha ka star kya hai. is mahangai ke daur mein kis tarah ki sabji aur dal kha rahe hai? MNREGA yojna se labhanwit hone ki bat ki ja rahi hai magar kitne logo ko 100 dinon ka rozgar mil paya hai aur kitni pardarshita barti ja rahi hai, batane ki awashyakta nahi hai.
vikas ke ankre CSO kis adhar par nikalta hai,mujhe aj tak samajh nahi aya hai. agar is bare mein koi jaankari ho to mere gyan mein vridhi ke liye kripya meri sahayata karein.......

Dksmart
IAS Aspirant
Bhojpur,Ara
Saifee ji, your explaination is really based on media fabrication of Bihar economy as all people of India and the world take Bihari with low knowledge and illiteracy. GDP of 11.5% or 12% based on overall development of economy but if you know Bihar has been rich in all the manners but damage was done too much due to failure of adminstrative machineries. Here NK has not done any thing to improve the economy but tried to put administrative machineries in the right manner although did not get success 100% otherwise if Bihar administraive machineries work to their rightfulduty and responsibilities, automatically 50% GDP Bihar would have achieved, just 11% is like drop in the ocean. Bihar has touched its lowest level was just about to turn into Somalia or Nigeria, if you see the economic status of Bihar, you would find at the lowest level so where is development exactly? Bihar has all the resources tobe in top 5 developed state if all the adminsitrative machineries work to their rightful duty anmd responsibilities here nothing has been created or developed by NK except putting on the right path although so far it has not been done fully. I would have appreciated NK if he would have achieved 50% GDP and continiously for five years. Now again people have voted him to power, if he is so meritorious he must prove by getting at least 50% GDP bringing development in education, health, infrastructure, agriculture, industrialization and to take up these project there are many dometic and international financial institutions ready to finance or allocate fund to Bihar why to depend only on central govt. fund?
आपकी समस्या मेरी समझ में ठीक से नहीं आ रही.जान पड़ता है आप आर.टी.आई फाइल करना चाह रहे हैं, लेकिन केस दर्ज होने क वजह से नहीं कर पा रहे. संभव हो तो विस्तार में अपनी समस्या बताये.

Dksmart said:
SAIFI JEE,
kal maine vigyan bhawan new delhi mein pravasi bhartiya divas ke uplakshya mein Bihar State session mein bhag liya,jahan bihar ke vikas dar ka gungan kiya ja raha tha aur bataya ja raha tha ki yaha udyog lagane ke liye aprawasi bhartiyon ke liye single window system apnaya gaya hai,magar wahi ek prawasi mahoday ne kaha ki pichhle tin sal se chakkar kat rahe hai.mauke par maujud udyog mantri mananiye Bijendra yadav jee ne unhe patna mein akar milne ko kaha. mai samajhta hun ki shayad Nitish jee hote to kuchh twarit action lete.
mai apne bhojpur jile ke charpokhari prakhand ke semraon panchayat mein sushasan lane ka prayas pichhle tin salo se kar raha hun ,magar safalta nahi mil rahi hai. ek taraf jahanabad jile mein sikariya panchayat hai,jahan sabhi vikas ki yojnayein website par uplabdh hai to mere semraon panchayat mein ek bhi gram sabha ki baithak abhi nahi hui hai magar kagaz par sabhi kam ho rahe hai. Indira awas ,shikshak niyukti sab mein ghoos ka bolbala hai.shikayat BDO charpokhari se 05.10.2007 ko karne par 07.10.2007 ko jhootha mukadma darz kara diya gaya aur tab se ab tak suchana adhikar adhiniyam bhi kargar sabit nahi ho raha hai. BDO, DM sunte nahi, CM ko email tatha fax ka bhi koi natiza nahi. IAS Aspirant ke pas samay ka abhaw hai,Direct CM se mil nahi pa rahe hai.

apka comment chahiye.....

Dksmart
IAS Aspirant
Bhojpur,Ara

बहुत खुसी को रहल बा अपन बिहार के बारे में जान के.  

Reply to Discussion

RSS

© 2013   Created by Shalu Sharma.

Badges  |  Report an Issue  |  Terms of Service